Topics :

Popular post

Showing posts with label Love shayari. Show all posts
Showing posts with label Love shayari. Show all posts

Jis waqt Rab ne tujhe banaya hoga,



Jis waqt Rab ne tujhe banaya hoga,
Ek pyar sa uske dil mein bhi chayahoga,
Pehle to usne soche hoga tujhe apne pass rakh lu,
Par phir use mera khyaal aaya hoga…!

Tanha Rehna To Sikh Liya




♥ Tanha Rehna To Sikh Liya Humne ♥,
Per Khush Na Kabhi Reh Payenge ♥
 Teri Duri To Pir Bhi Seh Leta Hai YeDil ♥
Per Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge ♥…

Hum Bhi Kabhi Muskuraya



Hum Bhi Kabhi Muskuraya Karte The…
Ujale Me Bhi Shor Machaya Karte The…
Usi Diye Ne Jala Diya Mere Hatho Ko
Jis Diye Ko Hum Hawa se Bachaya Karte The…
♥

khWab aaNkhOn Se gayEe



khWab aaNkhOn Se gayEe 
nEenD raaToN Se gai
tUm gayE tO yUn laGa 
Zindagi haaThOn Se gai...!!!

Mohabaat karo to itni ki


Mohabaat karo to itni ki hadd na rahe.
Intezar karo itna ki waqt na rahe,
Bharosa karo to itna ki shak na rahe…
Apnalo to itna ki kisi aur ka haq na rahe…!!!

Pyar Ghajal Hai GunGunane Ke Liye



Pyar Ghajal Hai GunGunane Ke Liye,
Pyar Nagma Hai Sunane Ke Liye,
Ye Vo Zajba Hai Jo Sabko Nahi Milta,
Kyoki Haunsla Chahiye Pyar Ko Nibhane Ke Liye…

Main apke pyar me kuch aisa kar jaunga



Main apke pyar me kuch aisa kar jaunga,

ban kar khusbu hawa me bikhar jaunga.
bhulna chaho to sanso ko rok lena
sans loge to main dil me utar jaunga…